Skip to main content

Posts

Teri aankhon ki namkeen...

Teri aankhon ki namkeen mastiyaan Teri hansi ki beparwah gustaakhiyaan Teri zulfon ki lehraati angdaaiyaan Nahin bhoolunga main Jab tak hai jaan, Jab tak hai jaan Tera haath se haath chhodna Tera saayon ka rukh modna Tera palat ke phir na dekhna Nahin maaf karunga main Jab tak hai jaan, Jab tak hai jaan Baarishon mein bedhadak tere naachne se Baat Baat pe bewajah tere roothne se Chhoti chhoti teri bachkaani badmaashiyon se Mohabbat karunga main Jab tak hai jaan, Jab tak hai jaan Tere jhoothe kasme vaadon se Tere jalte sulagte khaabon se Teri bereham duaaon se Nafrat karunga main Jab tak hai jaan, Jab tak hai jaan

जीवन की आपाधापी में

जीवन की आपाधापी में कब वक़्त मिला कुछ देर कहीं पर बैठ कभी यह सोच सकूँ जो किया, कहा, माना उसमें क्या बुरा भला। जिस दिन मेरी चेतना जगी मैंने देखा मैं खड़ा हुआ हूँ इस दुनिया के मेले में, हर एक यहाँ पर एक भुलाने में भूला हर एक लगा है अपनी अपनी दे-ले में कुछ देर रहा हक्का-बक्का, भौचक्का-सा, आ गया कहाँ, क्या करूँ यहाँ, जाऊँ किस जा?

GALAXY S III Introducing Samsung GALAXY S III: A Day in the Life

Experience a day in the life of the GALAXY S III, and how it plays an intimate role with you and your loved ones. It sees. It listens. It knows. It’s the GALAXY S III, designed for humans and inspired by nature.

Samsung Galaxy SIII source code released

Samsung released the source code of the Galaxy SIII  The Galaxy SIII is based on Android 4.0.4 with the new TouchWiz interface. Thanks to this release developers could make easier new DEV roms for the Galaxy S III. Our review will come in the next month! You can download the soucre codes here: opensource.samsung.com You also..

Galaxy SIII GT-I9300 Ice Cream Sandwich customer guide! (Version 6.0)

In the most countries you can buy the Galaxy SIII  We of SamMobile like to give you the second customer guide! This will help you out if you don’t know how to set your settings for email, wallpapers, contacts ect.

Babul pyare sajan sakha re....

Babul pyare sajan sakha re Suno meri maiyya Boje nahi main kisi ke sar ka Naa majdhar mein naiyya Patwar banoongi, leharon se ladungi Arey mujhe kya bechega rupaiya Ho arey mujhe kya bechega rupaiya Kal baba ki ungli thaame chali thi Kal baba ki lathi bhi bann jaaungi Amma tere gharonde ki chidiya hoon Dana lekar hi ghar wapas aaungi Jiski fitrat samaayi nahi Jisko daulat se jyada main bhaayi naa Aise saajan ki mujhko zaroorat nahi Naa kehne ka sunlo muhurat yahi Akeli chalungi, Kismat se milungi Arey mujhe kya bechega rupaiya Ho arey mujhe kya bechega rupaiya Ho... ho.... ho.. Dil se dil ke taar toh jude nahi Do rasmon pe daulat ye kaa hai baaher Hum toh pyaar ki khwahish mein rishte bune Do rishton mein lalach hum kaahe sahe Kya shaadi ke aage zindagi hi nahi Jo shaadi hisaabo ki keval hai Aise saajan ki mujhko zaroorat nahi Naa kehne ka sunlo muhurat yahi Subahon si khilungi, Ratiya si bharungi Arey mujhe kya bechega rupaiya Ho arey mujhe kya bechega rupaiya Ho.. ho.. ho.